Android phone root kaise kare.

computergayan.blogspot.com
Aap sbhi android phone use karte hoge or aapne  kabhi na kabhi android phone ko root karne ke bare me bhi jarur suna hoga. Android phone me root kaya hota hai, iske kaya faide hai or kaya nuksan hai iske bare me  phale hi ek post likh chukka hu. agr aap iske bare me nahi jante to please apne phone ko root karne se phale niche click karke iski puri jankari le lijiye taki aap ache tarike se samaj sako ki android phone me root kaya hota hai?
For full detail of android phone rooting


Mobile phone root karne se pahle kya kare 


1. Apna mobile phone kam se kam 70% tak charge kar le.
 2. Apne data ka backup store kar le
 3.Setting me unknown source enable kar le 
     Unknown source enable karne ke liye

     Setting<security<unknown source me jaye

 

Android phone ko root kaise karte ha.

 
Kisi bhi android phone ko root karne ke do tarike hote ha

1.pc ke dawara

2. without pc.

To chaliye sabse phale hum jante ki pc ke dawara kisi bhi android phone ko root kaise karte hai.

 

1.pc ke dawara android phone ko root karna


 


1.Sabse phle aap apne computer me king root software download kar lijiye king root software download karne ke liye click karo

2. Jab aap is software ko install karke apne computer me open karoge to
 “not connected” likha ayega yni ki aap ka mobile  aap ke pc se connect nahi hai  yani ki aapko apna mobile apne pc se connect  karna hai.
Mobile phone ko connect kare se phale  aap mobile ki setting me jaakar USB Debugging ko on kar lijiye Usb debugging ka option aapko developer  option me milega
usb debugging के लिए चित्र परिणाम

Phone pc se connect hone ke baad me aapko  root karne ka option milegab aap is par click kar dijiye or age ki satting padte hue flow  kijiye.
alltechinfo.net kingo
Jase hin root ki prossing khatam hogi  wha par finish  likha aa jayega aap us par click kar dijiye  aapka phone root ho jayega.

1. Android phone ko root karna without pc


Jin logo ke pass computer nahi hota unke liye ye post bhout hi useful ha isme aapko computer ki jarurat nahi padti. Isme aap apne hi mobile me software install karke apne phone ko root kar sakte ho chaliye jante ha ki hum kis parkar bina kisi computer ke apne android phone ko root kar sakte ha.


Step1: Sabse phle aap apne mobile me king root download kar lijiye. Ise dawnalod karne ke liye niche download par click karo.
Step2: kingroot download  hone ke baad me usko aap apne phone me install kar lijiye.

Step3:kig root install hone ke baad me aap usko open kijiye  iske baad me aapko  root ka option milega aap us par click kar dijiye


Step4:Iske baad me aap ki rooting process start ho jayegi. Our jab process 100% tak puri ho jayegi aap ka phone root ho jayega.







Hello Dosto Mera Name Kuldeep Kaswan Hai. Is Blog Me Mai Computer, Internet, And Blogging se Related Jankari Share Karta Hun. Maine Apne Blog Me 100% Working va Helpful Tips Share Karta Hu, App Sabhi Support Karte Rhana Maine Is Blog Me Aise Hi Important Post Likhta Rahun Ga.


EmoticonEmoticon