COMPUTER ME FILE YA FOLDER KO HIDDEN YA HIDDEN FILE KO SHOW KAISE KARE?



 COMPUTER ME FILE YA FOLDER KO HIDDEN YA    HIDDEN FILE KO SHOW KAISE KARE?

Aap agar kisi  songs  file ya   videos ko apne computer me chupana chahate ho to uske liye  computer me hidden ka option hota hai. bhout sare log ase bhi hote ha jo file ko hidde to kar dete ha parantu unko hidde files ko show nahi karna aata. isi liye mai aaj aap sabhi ke liye ye post likh raha hu jiski madad se aap kisi bhi file ko asani se hidde kar sakte ho or hidde files ko show bhi kar sakte ho.
To chaliye sabse phale jante ha ki kisi bhi file ko hidde kaise karte hai.

Computer me files ko hidde karna.
Aap jis kisi bhi  file ya folder ko hidde karna chahate ho us par right click karo. fir proparti par click karo.
 Ab aapke samne ek new daliog box open  hoga jisme niche hidde ka option milega aap us par mark laga dijiye or apply par click karke ok kar dijiye. Ab aap dhekhege ki jis file ya folder ko aap hidde karna chahate te  vo vha par nahi hai yani ki aapki file hidden ho chuki hai.


Hidde file ko show kase kare
Hidde file ko show karne ke liye aap my computer ko open kijiye.
Aab upar menu bar me tool par click kijiye.

Fir aap folder options par click kar dijiye ab aapke samne ek new dailogbox open hoga jisme aap view tab par click kajiye.

Aab aapko niche "show hidden files folder and drives name ka ek option milega jis par aap mark laga dijiye ab ok par click kijiye or dhekhiye ki jo file aapne hide ki thi vo aapko dhikhai dene lag jayegi


Note:-- Agar aapke computer me menu bar dhikhai nahi de rahi to aap uske liye organize par click kijiye fhir leout par click kijiye fhir menubar par mark laga dijiye  aapka menu bar dhikhai dene lagega.






Hello Dosto Mera Name Kuldeep Kaswan Hai. Is Blog Me Mai Computer, Internet, And Blogging se Related Jankari Share Karta Hun. Maine Apne Blog Me 100% Working va Helpful Tips Share Karta Hu, App Sabhi Support Karte Rhana Maine Is Blog Me Aise Hi Important Post Likhta Rahun Ga.


EmoticonEmoticon